Earth.... An Blogger Original series.... Season 1....Part 5...'The Ant-Man'
Hey guys I am back with another blog that will continue our series...so hope u like it and please keep giving Ur love and support..it means a lot...so let us begin without wasting much time: So yaar jaise hame pata hai ki abh Superman Saudi Arabia ka raja ban gaya hai and now he wants to take over america to regain his power...toh yaar abh Superman ke paas big brain tha so usne ek rajnaitik chaal chali...so usne Misori ko Kamala Harris ke naam se vice president ke pad ke liye election ke liye utara.And woh jeet bhi gayi...so yaar abh woh America ki Vice President ban gayi.Aur dusri taraf...Batman thik ho gaya tha and use abh apni power badhani thi so usne ant group ke head,Jack ma ko pakad liya and use bribe kiya...use pata tha ki Jack ma ant man hai...aur abhi jab Jack ma ne face reveal kiya woh actually dummy tha...So yaar abh antman bhi batman ke taraf ho gaya tha...abh batman ko Saudi Arabia se reports mili and sabhi bats ne dekha ki batman ne superman ko madat ki ..so y...